निर्वस्त्र होकर भूल कर भी ना नहाये | जानिए क्यों ?


निर्वस्त्र होकर भूल कर भी ना नहाये | जानिए क्यों ?

Manusy jiwan mein snan ek bahut mahattpurna kirya hai, jisse manav tan swaksh aur nirmal ho jata hai. Shastro mein to nadi mein snan, pokhar mein sanan, sarovar mein snan aur kuye k jal mein snan tak k niyam bataye gaye hai ki kis jal mein snan karne se kya fayeda milta hai aur kaun sa jal snan k liye sabse upyukt hai.


Nirwastra ho kar snan karna hamesha se hi varjit mana gaya hai, sath hi sath iski hani bhi batayi gayi hai. Purano mein ullekhit ek katha k anusaar sri krishna gopiyo ko khule mein nirwastra hokar snsn karne k vishaye mein gyan dete hai.

Garud puraan k anusaar snan karte waqt pitar yani aapke poorvaj aapke aas paas hote hai aur vastro se girne wale jal ko grehan karte hai, jinse unki tripti hoti hai. Nirvastra snan karne se pitar atript hokar naraaj ho jate hai jinse vaykti ka tej, bal, dhan aur sukh nast hota hai. Isiliye Nirvastra hokar yani nagn hokar kabhi snan nahi karna chaiye.

Agar video pasand aaye to please LIKE kijiyega aur SUBSCRIBE karna mat bhooliyega AdbhutTvIndia ko.

We dont have any copyright or any of these video these video belongs to publisher in youtube , facebook or any other social site. If you found anything wrong with these video so please comment below in comment box or contact to publisher of these video on youtube. Hope you like this video if yes then please like and share . Thanks again and like our facebook page for more updates.

Source: https://www.youtube.com/channel/UCiu-RsF-0rgVgGVKIg2Gtng

Comments